Whatsapp Backup Kya Hai Aur Yeh Kyo Jruri Hai

Whatsapp Backup Kya Hai Aur Yeh Kyo jruri hai

Whatsapp backup kya hai aur kyu jruri hai

Whatsapp Phele ek audio video massages chat ka ek app tha. lekin isme ab bahut sare feature updated hai.kai sansthaye apne kaam ke liye is app ka use kerti hai.
iske jariye hum kai personal chat ko save rakhker kabhi bhi use restore ker sktey hai.
hmare kai office work massages jese photos,videos and more hmra mobile khrab hone par hum dusra mobile latey hai jisme wo massages nahi mil patey hai jo us mobile me the.

toh darne ya ghbrane ki koi baat nahi whatsapp me ek feature restore your data ka iski madad se aap apne data ko save rakh sktey hai.iske liye aapki ek gmail id hona jaruri hai.

whatsapp me backup your data ka option hai.

usme aapko setting kerni pdegi..



  • Sabse phele whatsapp open kijiye.
  • Whatsapp me right side me uper 3 dots par click kijiye.
  • usme settings par click kare.
  • ab chats par click kare.
  • ab niche chat backup par click kare.
  • ab aapke samne backup page open hoga.
  • niche google drive settings me setting kerni hogi.
  • backup to google drive me Daily ker dijiye.
  • Account me apna gmail id select kare.example.jeetpanti@gmail.com
  • Backup up over me wifi select kijiye.agar wifi na ho toh mobile data select kare.
  • Agar aap videos bhi save kerna chahtey hai toh Include videos par click kijiye.
toh lijiye aapki settings save ho chuki hai. ab aapka sara data google drive par save hota rhega.
aap akbhi bhi use restore ker sktey hai.


hmara facebook page jrur like kare.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare

Airtel , Vodafone,Jio Free 130Gb Internet For 1 Year | Free Net Secret Codes