Bina Keyboard ke Typing kese kare
Bina Keyboard ke typing kese kare
Hello friends! aaj ek aisa post leker aaya hun jisse aap apne keyboard ka kharcha bacha sakety ho.
kai friends nye computer toh latey hai lekin unke mehnge parts kharid nahi patey hai.
wese keyboard ka typing me bahut bda yogdan hai.
toh aaj me aapko bina keyboard ke typing kerna btaunga.
kya huaa ajeeb lag rha hai na keyboard ke bina typing
haa dosto aapke computer me hi yah system mojud hota hai jisse aap kuch bhi type ker saktey hai.
toh jane kese kare keyboard ke bina typing
Sabse pahele aap Run ko open kijiye

- start boton par click kijiye
- all programs par click kijiye
- ab accessories par click kijiye
- run ko choose kijiye
- ya aap sortcut option se bhi run open ker sakety hai window key + R enter kare
- ab run me OSK type kijiye
- enter dbane par aapke samne keyboard aayega jispar sabhi keys hogi
- ab aap jo chahe type ker saktey ho.
- typing master se typing ker saktey ho.
hamre latest posts ki update apne fb account par pane ke liye aapko hamara facebook page like kerna hoga jiska link aapko uper dikhaye de rha hoga.
like par click kijiye aur judiye humse fb par.
thanks to read this post.
टिप्पणियाँ