Call Aane Par Har Bar Ek New Ringtone Kese Bjaye
Call Aane Par Har Bar Ek New Ringtone Kese Bjaye
Smartphone se judi ek aisi trick hai jiski help se user ek sath kai ringtones set ker skta hai.matalb jab bhi call aayega ek new ringtone bjegi.is trick ke liye user ko palystore se RandTune app install kerna hoga.yeh ek free app hai jiske liye user ke smartphone me kewal 14 mb space chahiye.
Bina root kiye bjegi ringtones...
Phone me user alag alag contacts par alag alag ringtone set ker skta hai.Ringtone ko uski save location se set kerna hota hai.
Aise me agar contact ki save location badal di jaye toh ringtone nahi bajegi.
Rendtune app kya hai...
Is app ka pura name RandTune: Ringtone Randomizer Hai.
Is app ko EzGood devloper ne dijaayin kiya hai.
Is app ko android v4.0.3 Ice Cream Sabdwich Aur Isse uper ke version me install ker sktey hai.
RendTune App Ke Feature:
User har din party ya event ke hisab se kai rington badal sakta hai.
app par playlist bnane ka option diya gya hai jisse user seconds me ringtone baadal skta hai.
user call ke sath massages aur alarm ki bhi nyi ringtone de skta hai.
RandTune App Ko Install aur save kare:
1. Randtune app ko install kerne ke baad use open kare.
2. Open kerne par ek permission massage aata hai yha user ko Allow select kerna hai.
3. Agale step par app aapke phone ki default ringtone setting ko change kerne ki permission magta hai.yha bhi aapko allow kerna hoga.
4. User ko system setting me jaker Allow Modify System ke option ko on kerna hoga.
5. Ab user ke samne ek window open hogi.jisme call,sms aur alarm ki ringtone set kerne ka option hota hai.
6. Yaha sub categry ke second option me jaker user ko playlist bnani hoti hai.iske liye phele use koi name dena hoga.
7. Ab us playlist ko open kare,usme folder ,single file jodne ka option aata hai,koi ek select kare.
8. Ab user ko wo folder select kerna hai jisme song save hai.iske baad select directory par tab kerna hai.
9. Ab category ke phele option me aaker user us list ko select kerle jiski ringtone set kerna chahta hai.
Toh friends kesa lga yeh post comment kerke jrur btaye,posts agar aapko pasand aa rhi hai toh facebook page like kerna na bhule.
Thanks.
टिप्पणियाँ