1 Gb Memory Card Ki Storage 2 Gb Tak Kese Badaye

1 Gb Memory Card Ki Storage 2 Gb Tak Kese Badaye

1gb memory card ki storage 2 gb tak kese badaye

aap apni memory me sab kuch apna pasand ka rkhtey hai aur agar aapke pash card storage kam ho toh aap apna jruri data save nahi ker patey hai.aaj me aapko ek aisi trick btaunga jisse aap apni 1 gb card ko 2 gb tak bda sktey hai.
follow me:

1. Iske liye sabse phele aapko chahiye ek computer ya laptop  aur aapka 1 gb wala memory card.


2. Sabse phele aap apna memory card computer se connect kare.

3. Iske baad aap apna card ka sara data copy kerle.

4. Iske baad aap computer ya laptop me skymedi software download kerle.

5. Software ko install kerne ke baad aapke computer me ek window open hogi.jisme aapko 2 option dikhayi denge. ek fix ka ek cancel ka.

6. Aapko us window me ek browse ka option milega,us per click kare aur memory card ko browse kare aur fix option par  tap kare.

7. Process pura hone ke baad application me jaker memory card ko unpluged kerde.




8. Ab jab aap apne phone me is card ko  lgayenge tab aap apna memory card 2 gb ka payenge.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare