Apne Phone Ka Look(Colour) Kese Change Kare

Apne Phone Ka Look(Colour) Kese Change Kare

Apne Phone Ka look kese change kese kare

Hello frinds,yeh post unke liye jo apne phone ke  ek hi color ke screen se bor ho chuke hai.
Android phone ke sabhi features user ko pta nahi hotey hai.

aap apne phone ka look change kerke use aur lubhawna bna sktey hai iske liye aapko koi alag se app install kerne ki jrurt nahi hai.

Note: Iske liye aapke pash android ka nougat 6.0  ya marcmello ya fir usse uper ka version hona chahiye.
Looking your phone


Android phone me yeh kaam ek hidden settings ki help se hota hai.
Iske liye users ko developer options ki settings ko open kerna hoga.
Is option par 7-8 bar tab kerne par yeh settings open ho jati hai.
Follow Steps:
  • Sabse phele phone ki settings me jaiye aur Developer options me jaye.kai bar tab kerne par yeh open ho jati hai.
  • Ab sbse uper option ko on kerde.
  • Ab niche ki tarf diye gye Simulate colour space par jaye.
  • Yha aapko 5 alag alag options dikhenge.phone ki default settings me Disabled hota hai.
  • Aap jis tarah ke colour ko select kerna chahtey hai ker lijiye.
  • Default coulor kerna chahtey hai toh settings reset kerde.

Toh friends post pasand aaye toh share jrur kare.
Latest posts pane ke liye FB page like kare.


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6