Whatsapp Me Apne Massages Ko Bolker Kese Sune-New Feature June 2019

Whatsapp Me Apne Massages Ko Bolker Kese Sune-New Feature June 2019

Whatsapp me apne massages ko bolker kese sune new feature june2017

Whatsapp lgatar popular hota ja rha hai,jiske karan whatsapp bhi nye se nya feature isme jodtey ja rha hai.
Ab whatsapp ne ek aisa feature apne user ko diya hai jisme aap apne massages pdna chhodker aaram se unhe sun sktey hai.
Is feature me user ke pash jitne bhi massages ya chat hogi wo whatsapp bolker btayega.

Whatsapp ne bas 1-2 din phele apne IOS app me kuchh new features shamil kiye hai,jisme aap whatsapp massages pdne ke sath-sath unhe sun payenge.

Whatsapp par is new features me aap seeri se massage pdker sunane ke liye keh sktey hai aur likhne ke liye bhi keh sktey hai.jisse whatsapp par aane wale jitne bhi massages honge unko seeri aapko bolker sunayegi.

Whatsapp ka yeh anokha feature abhi sirf  IOS user ke liye hi uplabdh hai.
Whatsapp lgatar android users ke liye bhi is features ki testing ker rha hai aur jaldi hi yeh android aur more operating system users ke liye bhi uplabdh hoga.

Features Ko Use Kese Kare:

IOS users Whatsapp ka ya feature apne phone me istemal ker sktey hai,iske liye aap niche diye gye steps follow kare.....


  • Sabse phele aapne apna Whatsapp update nhi kiya hai toh phele use update kerle.
  • Whatsapp update ker lene ke baad use open kare.
  • Aapko seeri me kewal yeh bolna hai hey seery,Read out my last massage on whatsapp.  jese hi seeri aapki voice detect ker legi aur wo aapke massage ko bolker sunayegi.
  • Yadi aap kisi massage ka jwab dena chahtey hai toh kewal aapko itna kehna hoga Type seery Aur seery kewal aapke massage ko type kerna suru ker degi.
  • Iske alawa yedi aap kisi vishes personal massage ko sunna chahtey hai toh aapko bolna hoga Read seery Whatsapp massage from rahul(yha aap kisi bhi contact ka name bol sktey hai) aur seeri aapke massage ko pdna suru ker degi.
  • Aap whatsapp group ke massages bhi isi tarah pad sktey hai.
Note: Android user preshan na ho jald hi yeh feature aapke device me bhi uplabdh hoga.

Toh friends kesa lga yeh post comment kerke jrur btaye.
Post pasand aaye toh share jrur kare.
Uper facebook page ke like buton par click marna na bhule.
Thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6