Android Device Manager Se Phone Par Lgaye Security Lock

Android Device Manager Se Phone Par Lgaye Security Lock 

Lock your phone jeetpanti

Smartphone privacy ko behtar bnane ke liye user usme kai tarah ke lock lgate hai.android phone me toh iske 3 lock hotey hai password,pin aur pattern.lekin fir bhi kai users lock screen ka istemal nahi kertey hai.iska pachhtawa unhe phone ke gum hone par hota hai.security lock na lga hone ke karan koi bhi bahri vekti aapke phone me chhedchhad ker skta hai.phone ke gum ho jane par yeh smasya bhut adhik bad jati hai.bahri vekti aapke phone me mojud photos,videos aur contacts ka glat istemal ker skta hai.

Phone Ko Lock Kese Kare:

Is samsya se bachne ke liye android device manager aapki help karega.is service ke jriye user phone se dur hotey huye bhi use lock ker skta hai.iske liye user web browser ke search bar me 
www.google.co.in/android/devicemanger type kare.

iske baad user se uske gmail account ka password puchha jayega.shi password drz kerne par android device manager ka page open ho jayega.
isper user ko apne mobile handset ka model number njar aayega.iske thik niche user ko Lock ka option dikhayi dega.is par click kertey hi dishplay par  new lock screen khul jayegi.
jisme new password,confirm password aur ek optional mobile number dena hoga.recovry maasage me user apne phone ko prapt kerne ke liye koi bhi massage ker skta hai.
lock hone ke baad recovery massage har bar deshplay par najr aayega.
iske baad hlke nile rang me njar aa rhe Lock par click kerde.
user ka smartphone jha bhi hoga,khud bh khud lock ho jayega.

Silent Mode me sor karega phone:


Agar aap apne phone ko khi rkhker bhul gye hai toh android device manager aapki help karega.agar aapka phone silent mode me bhi ho toh aap use ring kra sktey hai.
Android device manager me log in kerne ke baad open huye page me Lock ke pash me Ring ka option hota hai jisse aap silent mode me bhi phone ko sor kra sktey hai.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare

Airtel , Vodafone,Jio Free 130Gb Internet For 1 Year | Free Net Secret Codes

Rachna Aunty Ki Sexy Kahani | Aunty Ki Chudayi Wali Kahani