Mobile Data Khtm Hone Ki Tension Chhodiye Apnaye Yeh Trick

Mobile Data Khtm Hone Ki Tension Chhodiye Apnaye Yeh Trick
mobile data khtm hone ki tension chhodiye apnaye yeh trick

Phele toh sab jio jio rattey rehtey the ab sbko apne data ka hisab rkhna pdta hai. toh chliye aaj hum aapko mobile data bchane ke tips btate hai.

Browser me page ko compress kare:

yadi aap mobile me chrome browser use kertey hai toh uski setting me jaker data saver ko on kerde.isse aapka kafi data bachega.vese,photo,video aapke phone me der se compress honge.

Mobile Data ko har time on na rkhe:

Kai bar hum data ko off kerna bhul jatey hai.lekin aisa kerne se background  app use hotey rehtey hai.aur jald hi aapka mobile data khtm ho jata hai.

Restrick App Background Data On Kare:

Mobile ki setting me jaker data usage ka option chune aur jis app ka data use kam kerna hai us par click kare.

Auto Update Band ker de:

Apne phone ke play store ki setting me jaker auto-update apps par click kare aur yha auto update apps over wifi only select kare.isse bhi aapka kafi data bchega.

Online ki jagah offline video dekhe:

Online streeming me mobile data bhut khrch hotahai isliye ydi aap youtube me video dekh rhe hai toh aapko offline option bhi milega.

Mobile Ka Wifi On Rkhe:

Iska aapko kafi fayda milega ki public place ka wifi aapko free me mil jayega aur aapka phone update bhi ho jayega.isse aapka data bcha rhega.

Thanks to read my post..

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6