Apne Android Phone Me Kese Kare Android Nougat 7.0 Update

Yadi aapke phone me nougat 7.0 update nahi hai toh yeh post unke liye hi hai.aaj me aapko ek aisi trick btaunga jisse aap apne phone me aasani se nougat 7.0 update dal sktey hai.
Update kerne se phele phone ke data ka backup lele.iske liye aap apne computer ya laptop ki help le sktey hai.backup ke liye phone ki settings me backup and reset data me se backup data ka option chune aur use on kerde.
Aise kare Nougat 7.0 update:
Sabse phele aap android phone ki settings me jaker about phone me update check kare.update par click kerne ke baad aapko systom update ka option milega.is par click kerne ke baad pta chal jayega ki update mojud hai ya nahi.
Yadi update hai toh update kerle,yadi nahi hai toh android ke beta program me sign in kerna hoga.

- Beta program me sign in kerne ke liye android beta program ki website par jaye aur sign in kare.website par jane ke liye niche diye gye link par click kare
- Yaha click kare
- ab enrol device par click kare.
- iske baad aapke phone par update ka massage milega.isme thoda waqt bhi lag skta hai.
- Massage milne ke baad wifi se connect kerke nougat update kerle.
- update se phele phone me 50 fisadi se jyada battery honi chahiye.
- instalation ke baad aapka phone restart hoga aur systom update ho jayega.
Toh friends kesa lga yeh post comment kerke jrur btaye.hmara facebook page like jrur kare.
Thanks.
टिप्पणियाँ