Bar-Bar Password Bhulne Ka Solution Jane

Bar-Bar Password Bhulne Ka Solution Jane
Bar-Bar Password Bhulne Ka Solution jane
Hard password yad rkhna muskil hota hai.natiza yeh hota hai ki users kai baar password change kertey hai or kai bar sabhi accounts ke password ek hi ker dete hai.unhe lgta hai ki ek hi password jhnjht dur ker deta hai aur use yad rkhne ki tension khtm ho jati hai.lekin bdi hi simple lgne wali baat aapke liye khtrnak sabit ho skti hai.
Aise me agar aap bhi apna password bhul jatey hai ya fir secure password bnana chahtey hai toh kuch aise password managing apps bhi hai jo aapki kafi madad krenge.

4 Best Password Security Apps:

1. Lastpass

Password yad rkhne ke liye lastpass kafi popular app hai isme ek master password ke jariye apne sabhi password ki details ko save ker sktey hai.

2. Dashlane

Yeh na sirf password manager hai balki mobile vaulet hai.isme login kerke aap apne sabhi password save ker sktey hai.is app ke jriye aap achha password bhi bna sktey hai.itna hi nahi iske jriye aap online bill ka bhuktan bhi ker sktey hai.sabse khash baat yeh hai ki dashlane account ka password kahi bhi save nahi hota,is wajah se ise jyada surkshit mana jata hai.

3. Keeper 

Keeper ke jariye aap password ke sath-sath photos,documents aur  files bhi manage ker sktey hai.dashlane ki hi tarah hi yeh app bhi surkshit password bnane me aapki madad kerta hai.isme autofill function hone ke chltey aapko login ke liye bar-bar apni details nahi bhrni pdti hai.

4. Kaspersky
Kaspersky hum antivrus software ke rup me jantey hai lekin iska password manager app bhi kafi achha hai.yeh app aapke sabhi passwords, credit card details aur yha tak ki aapka address bhi save rehta hai.isme bhi bas ek master ki jrurt padti hai.

toh friends kesa lga yeh post comment kerke jrur btaye koi glti ho toh chhota bhai samjhker maf ker dena.hmara facebook page bhi like jrur kare.
Thanks to read my post.


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6