Whatsapp Me Aaya Ek Naya Hitech Feature,Update Jrur Kare
WhatsApp Me Aaya Ek Naya Hitech Feature,Update Jrur Kare
WhatsApp me ek bar fir kuch naye feature ad ho chuke hai.Is bar ke users ke status ko leker updation kiya gya hai.phele is features ki testing iphone ke beta version ke liye ki gyi thi.ab yeh features sbhi users ke liye live ker diya hai.yani android users bhi is features ko use ker sktey hai.is feature ke chltey user apne status ko aur atrective bna skta hai.
Kuch Nye features bhi whatsapp par update huye hai......
Sabse phele users ko apna WhatsApp update kerna hoga.yadi update mojud nahi hai toh aap iska beta version download ker sktey hai.halanki ,company ne iska update sbhi users ke liye diya hai.
Update kerne ke baad aapka whatsapp kuch is tarah dikhayi dega.yani yha par phele no. par Camera fir chat iske baad status aur aakhri me call ka option aane lgega.jabki phele isme call,chat aur contact ke option hotey the.
Iske sath homepage par niche ki tarf chat ka logo aane lgega.yeh logo se contact ko replace kiya gya hai.
Phele no. par jo camera ka option aa rha haiwha se aap direct photo click kerke ek sath kai users ko ya groups me send ker sktey hai.jabki phele aap kisi contact ya group me jaker photo click hoti thi.
Whatsapp par tisre no. par status ka option hai.iske andar suru me aapka status aur uske niche un users ka status najar aayega jo use change krenge.Sabhi status ke samne use change kerne ka time hoga.
Yha par jab aap My Status par tap krenge tab aapke dwara change kiye gye sbhi status najar aayenge.unke samne change kerne ka time bhi hoga.Sath hi,aapke status ko kitne users ne dekha is bat ko bhi dekh sktey hai.
Yadi aap apne kisi status ko delete kerna chahtey hai toh us status par tap kerke use open kerna hoga.Yha par jin users ne aapka staus dekha unke name bhi aayenge.uper ki tarah delete ka option hota hai usse delete kerde.
Phele users setting me jaker apne status change ker skta tha,lekin whatsapp update ke baad yaha se likhne wala option chla jayega.yani status likne ka Option photo ke sath hi aayega.
WhatsApp update kerne ke baad jab aap kisi user ki profile me jayenge toh uska status najar nahi aayega,use edition option me jaker hi dekha ja skta hai.
Toh friends kesa lga aapko yeh post comment kerke jrur bataye and hmare fb page ko bhi like jrur kare taki aapko hmare new latest post ki update milti rhe.
post ko last tak pdne ke liye aapka dhanywad.

टिप्पणियाँ