Air Selfie...Aapke pash hai yeh device toh jalenge log...
Air Selfie.....Aapke Pash Hai Yeh Device toh Jalenge Log...
Selfie ka bhut toh sabhi ke seer swar rehta hai.iske liye log selfie stik ka istemal kertey hai.lekin ab yeh sab purana ho gya hai.Bazar me ek mobile size ka Flying Dron Camera aa gaya hai,jisse aap air selfie le saktey hai.
yeh chhoti si machine 20 meter ki unchayi tak ud sakti hai aur aapki itni tasveere le sakti hai ki aap selfie stik se utni kabhi nahi le payenge.yeh sari tasveere yeh dron hwa me udtey huye lega.yehi wajah hai ki iske dwara li gayi tasveero ko air selfie naam diya gaya hai.
Air Selfie Device ki Khasiyat..
Yeh aasani se aapke pocket me aa jayegi.
20 meter ki unchayi par hone ke bawjud yah zoom kerke aapki behter tasveere le sakti hai.
isme 5 mega picsol ka camera lga huaa hai,jo ki kisi smartphone ke camere se chhota hota hai.
air dron selfie device ki udne ki smta ki baat ki jaye yeh sidhan me 66 fit ki unchayi tak ja sakta hai.
ise controll kerne ke liye bas aapko ek iphone ya smartphone ki jrurt hogi.

टिप्पणियाँ