New Apps Ki Madad Se Aoni Photo Ko Shandar Effects De,Jane Konse hai yeh Apps

New Apps ki Madad Se Apni Photo Ko Shandar Effects De,Jane Konse Hai Yeh Apps
new apps ki madad se apni ohoto ko shandar efects de jane konse hai yeh apps





Smartphone me camare ka fiture hi anokha hai.jisne photo lene ki prampra me kai badlaw kiye hai.
photo lene ke sath hi kai aise editing apps hai jo aapki photo ko char chand lga dete hai.
in aaps ki madad se user  photo ko ek perfect look de sakta hai.toh aaiye jantey hai aapki picture ko perfect look dene ke liye konshi apps hai shandar..........





Prizma App

Photo ko ke alag hi looks dene ke liye in dino prizma app ka chlan kafi kiya ja rha hai.jisme user ki photo ko protrait look diya ja sakta hai.behtrin effect ke liye ye app shandar hai.photo editing app phele ios ke liye launch kiya gya tha.lekin iski lokpriyta ke chltey yeh oprating system per laya gaya.


Frontback App

Kai baar aap selfi lena chahtey hai lekin samne ka landsacpe miss nahi kerna chahtey.aise me frontback app aapki is samsya ko dur ker skata hai.is app ke jariye aap front aur back dono camero se photo click ker saktey hai.
is app ke user aaspash ki khubsurti ko photo ka hisa bana saktey hai.


Pics art App

Is App ke jariye aap apni photo ko edit kerne se leker isme effect ko bhi shamil ker saktey hai.
kolaz,balar jese fiture isme shamil hai.



Ucame Perfect App


Ucame perfect app ke madad se users kuch clicks ke jariye hi apni selfie se anchahe eliments ko dur ker saktey hai.vese yeh app shuter release botun click se phele hi kafi had tak photo ko automaticaly sudhar bhi deta hai.



Candy Camera App

Photo me achhe effects dene ke liye yeh app ek behter vikalp hai.candy camera app ke jariye aap se selfie me 100 picture effects aur filture lga saktey hai.beuty function,scene smothning effect isi ka hisa hai.




Toh friends kesa lga yeh aaj ka shandar latest post comment kerke jrur bataye.
Hamara fb page bhi like jrur kare.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6