Twitter kya hai aur twitter par account kese bnaye
Twitter Kya Hai aur Twitter par account kese bnaye❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Twitter kya hai?
Twitter ek social media ki website hai jis par aap online hi duniya se jud saktey hai.
yeh bilkul facebook aur whatsapp ki tarah hi hai.
isme aap 150 shbdo me apni baat dusro tak phucha saktey hai.
toh aaj me aapko twitter par account bnana btaunga.
Twitter par account kese bnaye
follow me steps:
- Twitter me hum do tariko se account bna sakteyhai. brawser aur iske software se.
- Software se account bnane me internet kam istemal hota hai aur isme chlana bhi bilkul aasan hai.
- Software se twitter account bnane ke liye sabse pahle aap playstore se twitter app download ker lijiye aur mobile ya tablet me install kijiye.
- Ab is app ko open kijiye aur sign up par click kijiye.
- ab apna name dale.
- ab apna mobile no. dale.
- next option ko dbaye.
- iske baad aapke mobile par ek sms aayega jisme 6 no. ka twitter conform no. lilha hoga.
- usko dale aur next par click kare.
- ab aap apne twitter account me enail dale.aap chaho toh skip ker saktey hai yani na bhi dal saktey hai.
- ab aap apna user name dale .username ke aage aapko @lgana hoga aur user name aisa hona chahiye jo kisi aur ne use na ker rkha ho.
- ab aapka twitter account ban chuka hai.
- aap apne twitter account ko 3 tarah se log in ker saktey hai.user name se mobile no. se aur email id se.
hamra fb page bhi like jrur kare.
thankyou.
टिप्पणियाँ