Gionee P2S ki Battery ko jyada kese chalye
Phone ki Battery ko jyada kese chalaye
agar aap hai Geonee P2S user toh yeh post aapke liye bahut important hai.
wese yeh handset bahut purana ho chuka hai lekin aaj bhi hai jo ise use kertey.
me aapko kuch apps ke bare me nahi batayenge jo kuch hi samay ke liye hotey.
lekin yeh aapke handset me hi mojud hai.jiske bare me aaj hum aapko batayege.
ab jayeda time jaya na kertey huye me sidhe point par aata hun.
Only Geonee P2S users steps Follow:-
- Sabse pahele aap phone ki satting me jaiye
- ab aapko power satting ka option dhikhyi dega us per click kijiye.
- ab aapke samne system power saving ka option hoga use on kijiye.
- ise aap apne hisab se bhi set ker sakety hai.
- custom power saving on kijiye isse uske niche ke options khul jayenge.
- enable condition jese 20% 50% jesa aap chahe set kre.
- agar aap custom se power save kerna chahteyhai toh phele custom power satting par click kriye.
- us per click se sabhi options khul jayenge unsab par tik ker dijiye.
- bas aap ko kuch nahi kerna hai satting save kerne ke apne Geonee mobile ko ek bar restart kare.
- full charging kerke baad me use kerke dekhe aapka mobile pehele se behter power saving dega.
hmara fb page bhi like kare taki aapko nye posts ki jankari mil sake.
Ek post ko likhne me kafi mehanat lagti hai.
apne frineds ko share jrur kare.
thanks to all.
टिप्पणियाँ