Computer Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Computer Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Dosto mere pass whatsapp par bahut se request aaye hai ki hum apne computer (laptop) me video edit kaise kare mai unse bola karta tha ki jald hi mai aap logo ke liye video editing par ek post likhne wala hu Dosto such bolu to video ko edit karna koi muskil kaam nahi aur abhi mai aap logo ko Aasani se video edit karne ka easy tarika batane wala hu isme Aap bahut se beautiful effect dall sakte hai video ko best bana ke usme man chahe customize karke apna naam image change bhi kar sakte hai yaha Aap logo ka sawal la jab mil jayega ki video ko edit kaise karte hai
Dosto video ko edit karne ke liye ek video editor softwere ki jarurat padti hai ye to batane ki koi jarurat nahi hai mai jo video editor ke bare me batane wala hu isme bahut sare features hai jo aapko best video edit karne ka mauka deti hai is softwere ka naam Wonder share video editor hai to chaliye dosto step by step jante hai ki wondershare softwere se video kaise edit kare Aap mere steps ko follow kare
Computer (Laptop) Me Video Editing Kaise Kare Video Editor Se
Dosto video edit karna bahut Aasan hai aur agar aap apne computer me video Aasani se edit karna chahte hai to is video editing ka post dhyan se read kare
Step 1:
Sabse pehle appko is softwere ko download karna padega wonder share video editor ko Download ke button par click karke
Step 2:
Jab Aap isse download karle to simply usse apne computer me install karle phir usse open kare jaise hi aap open karenge tab aapke samne kuch is prakar ka menu khulega isme aapko full feature mode ko open kare
Step 3:
Ab mai yaha par is softwere ke sare features ko line se bata de raha hu ki kon se option me kya kya hota hai aap padhker samajh jayege chaliye jante ha
i
i
Import Is menu par aap click karke video image ko select kar sakte hai
Video is option me click karne par aap video image select kar sakte hai
Music ab yaha is option me aap music add kar sakte hai
Text Text ke naam se hi pata chalta hai ki is option me text add hoga
Effect aur yaha effect me aap kisi bhi vdeo me badiya effect dal sakte ho
Pip ye bhi ek prakar effect hai jo aap kisi video me add kar sakte hai
Transition is menu me aap kisi video me transition effect style de sakte hai iski madad se aap video ke suru me kuch stylish effect aur end me bhi designed effect style add kar sakte hai
Sound yaha par is menu me bahut sare background music milega jo aapko jarurat pade wo add kar sakte hai
Split screen is menu me aap koi bhi video ko spilt design de sakte hai
expilt iski madad se aap kisi video movie se video ko cut kar sakte hai
export iski madad se aap video ko save kar sakte hai
Dosto uper jo maine step bataye hai inki madad se aap kisi bhi video ko edit karke us video ko professional look de sakte hai jo bahut hi simple step hai to dosto mai aap logo se ye kehna chahta hu ki ye post aapko kaisa laga agar aapko is post ko lekar koi saball hai to aap comment me puch sakte hai aur aap mere site ke facebook page yaha se jarur like kare like karne ke liye niche like button par click kare
टिप्पणियाँ