Android O Ke Beta Version Ko Apne Phone Me Install Kese Kare
Android O Ke Beta Version Ko Apne Phone Me Install Kese Kare
Google ne android ke new version android o ka beta version Google I/O 2017 me release kiya hai.is android ke version ko kai log apne smartphone me install kerna chahtey hai toh chliye hum aapko btate hai ki android o ke beta version ko apne phone me kese install kese kare?
Download kerne se phele aapko btade ki sabse phele aap phone ke data ka backup lele.iske liye aap apne computer,laptop ya fir google drive ki help le sktey hai.backup ke liye phone ki settings me backup and reset data me se backup data ka option chune. aur full backup leker save kerle.
Aapko btade ki yeh beta version hai.isiliye aapko android ke version ke liye signup kerna hoga.signup ke liye apne phone ke browser me jaye aur google.com/android/beta par visit kare aur apne google account se login kare.
Download kerne se phele aapko btade ki android o ko apne phone me wo hi log download ker sktey hai jinke pash google nexus,nexus 5 x,nrxus 6p,nexus player,pixel c aur pixel smartphone hai.
Log in kerne ke baad Enrol device par click kare.iske baad aapke us phone par update ka massage milega jisme aapka gmail account login hai.ab aapke phone par ek notification milega,us per click kerke aap apne phone me android o ko install ker sktey hai.Agar notification nahi milta hai toh phone ki settings me About phone me jaker update ker sktey hai.
Thanks to read my post.
Hmara facebook page like kare.
टिप्पणियाँ