Sim Card Ko Aadhar Card Se Link Kese Kare

Sim Card Ko Aadhar Card Se Link Kese Kare

Sim card ko aadhar card se link kese kare

Mobile sim numbero ko leker telecom regulatri authority of india (TRAI) ne hal hi me new disha nirdesh jari kiye hai.TRAI ke disha nirdesho ke anushar ,mobile sim card,brodband aur fix line phone ke liye aadhar card aniwary hoga.

Center Government ne fabuary month me hi uchtam nyayalay se kha tha ki ek saal ke bhitar desh ke sabhi sim card ko aadhar se jod diya jayega.
Isi nirdesh ke antargat desh ki 2 big telecom companiyan Airtel aur Idea ne apne costmers ko massage bhejna shuru ker diya hai.
Is massage me company apne grahko ko unka number aadhar se jodne ke liye keh rhi hai.

Mobile companiyo ko sarkar dwara yeh notice jari kiya gya hai jisme kha gya hai ki desh ke sabhi numbero ko E-KYC Prikriya ke jariye styapit krana jruri hai.
Agar kisi ka number styapit nahi hoga ya aadhar card se link nahi hoga toh wo 6 Fabuary 2018 ke baad gerkanuni mana jayega .
TRAI ke new niymo ki mane toh ab har simcard ke liye E-KYC jruri hoga.Ab na sirf new mobile sim balki mojuda sabhi mobile costmers ka E-KYC styapan jruri hoga.
E-KYC ke jariye ek hi address par pure desh me sim hasil kiya ja skega.
Iske sath hi E-KYC ki help se sim card me farziwade ko bhi roka ja skega.


Follow Steps For Linked Your Sim Card:



  • Aapke pash jese hi sim card ko aadhar se link kerne ka massage aaye toh,Apne nazdiki store par jaker aadhar card se judi jankari unhe de de.
  • Iske baad aapke pash verification code aayega,use confirm kerle.
  • Is process ke pura hone ke baad aapko apna fingerprint verify krana hoga.
Toh bas ab nischhint ho jaiye ab aapka sim card aadhar se linked ho chuka hai.

Post pasand aaye toh share jrur kare.

Thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare