Server 2008 Me Active Directory Service Kese Install Kare
How To Install ADDS Service In Server 2008
Hii Friends,apna pyar bnaye rakhna ab se me roj post krunga and evryday meri post raat 8 bje publish hogi.ab se me networking se related post krunga and bich-bich me tips & tricks bhi lata rahunga.
toh friends bina time gwaye hum apne topic pr aate hai.
Requirment Of ADDS Service Installation:-
- Turn Off Firewall For Your Computer System
- Set IP Address For Your System:-
- Picture me dikhaye anushar ip address set kre,ise aap apne according set kare.
- Use The Following Ip address par mark kare:-
> Ip Address:- 192.168.10.1
> Subnet Mask:-255.255.255.0, automatic add ho jayega,blank jgah pr click kare.
> Default Gateway:- Ise Blank chhod deve,ye net access krne ke liye hota hai.
- Use The Folowing DNS server addresses:-
>Alternative DNS Server:- Ise blank chhode deve and ok par click kare.
- Ip Address par me jldi hi ek post krunga.
Active Directory Domain Service Istallation Process:-
- Ab Aapke samne adds welcome wizard open hogi,jesa ki niche pic. me hai.
- Ab aapko Use Advanced Mode Installation Par mark krna hai.
- Ab Simple Next Par Click Kare.
- Ab aapke samne Operating System Compatibiltity Window Open Hogi.
- Yha Aapko simple Next Par click karna hai.
- Ab aapke samne Name The Forest Root Domain popup show hoga,isme aapko apna domain type krna hai.
- ise aap apne anusar set ker sktey hai,for example:- Jeet.com
- Next par click kare.
- Ab Domain NETBIOS Name Window Show hogi,isme aapko Domain NetBios Name type krna hai jo automatic aapke domain name ke anusar set ho jata hai.Example:-Jeet0
- Next Par Click Kare.
- Set Forest Functional Level popup show hoga.
- Isme aapko Window Server 2008 R2 Select Karna hai and Next Par click kare.
- Ab kuch process honne ke baad Additional Domain Controller Options Popup show hoga.
- Isme aapko Dns Server And Global service par mark karna hai and next par click kare.
- Agar Koi popup aaye toh Yes Par Click Kare.
- Location For Database,Log Files And SYSVol Window show hogi.
- Yha pe koi changes nahi krna hai,Simple Next par click karna hai.
- Ab aapke samne ek password window open hogi,isme aap apne computer ka password type kare.password confirm kerke next par click kare.
- Ab aapke samne Puri process ki Summary aayegi jo aapne set ki hai.
- Ab Next par click kare.
- Ab Aapki puri process complete ho chuki hai.
- Ab Reboot On Completion par mark karna hai.
- Sab settings save hone ke baad aapka system reboot hoga.
- Ab My computer ki property me jaker check kre domain name show ho rha hai ya nahi,show ho rha hai iska mtalb ye huaa ki aapke pc me successfully adds install ho chuka hai.
How To Remove Active Directory Domain Service:-
Step:1
- Window+R Press kare aur DCPROMO Type kare(jesa Uper kiya tha)
Step:2
- Kuch process ke baad ek window show hogi.
- Delete The Domain ka popup show hoga.
- Delete the domain par mark kre and Next par click kare.
Step:3
- Iske baad ek or popup aayega usme next par click kare.
- Ab iske baad Confirm deletion popup aayega.
- isme aapko Delete All Application par mark kare.
- Ab Next par click kare.
Step:4
- Ab aapko password type kerne ke liye popup aayega.
- password type and confirm kare.
- Iske baad remove summary open hogi.
- agar aap ise save kerna chahtey hai toh export settings pe click kare.
- Next par click kare.
Step:4
- Ab Remove completion process start hogi.
- Reboot on completion par click kare.
- Reboot hone par adds service successfully aaple pc se remove ho jayega.
Conratulations, aapka adds installation and remove kerna clear ho gya hai.
I Hope aapko yeh post achhi lgi hogi,pls jyada se jyada share kre.
koi bhi problem ho toh comment kare.
Thankyou.
टिप्पणियाँ