Gmail Aur Google Account Kese Delete Kare
Gmail Aur Google Account Kese Delete Kare
Aapki sabhi services gmail se leker youtube google account ka istemal kerti hai.hum kabhi kabhi ise gmail account boltey hai,lekin asal me yeh google account ki id hoti hai,jisse hum gmail chlatey hai.
Agar aapne sikhtey sikhatey kai google account bna liye hai ya fir kisi wajah se google account delete kerna chahtey hai toh ghbrane ki koi jrurt nahi hai,hum aapko sikhayenge google account kese delete kiya jata hai?
Google account delete kerne ke steps follow kare:

- Sabse phele aap browser open kerke jo google account delete kerna hai use sign in kare.
- Ab Uske baad sabse niche Delete Your Account or Services hoga us per click kare.
- Uske baad agli page par Delete Google Account And Data par click kare.
- Ab aapse dobara wohi password dalne ko bola jayega jo aapne sign in kertey waqt use kiya tha.
- Password dalne ke baad aapke samne google ke kuch niyam aur shrtey aa jayengi,iske liye aapko niche 2 chhotey-chhotey box hongey un par tik kerna hoga.
- Ab Delete account ke buton par click ker dena hai.
- Ab ek pop up window khulega jisme aapko bola jayega ki gmail account successfully delete ho chuka hai.
- Ab aap done par click ker dijiye.
Toh dosto isparkar se humne jana ki kese gmail account & google account ko delete kiya jata hai.
Aise hi post ki latest updates patey rehne ke liye hmara facebook page like kare jiska like box aapko uper dikhayi de rha hoga.
Post ko share jrur kare.
Thanks.
टिप्पणियाँ