Mobile Par Apne Likely App Ka Name Change Kese Kare

Aap bhi bor ho chuke hai ek prkar ke name dekhker toh dontworry.
Darasal yeh sort post mene unhi dosto ke liye likhi hai jo apne apps ka name change kerna chahtey hai.
Hum android device me koi bhi app install kertey hai toh phone ki home screen par ek sortcut create ho jata hai,jis par default name diya gya hota hai.
Aaj hum aapko ek aisi trick btane ja rhe hai jo phone ki screen par default name se save apps name bdlne me aapki help kregi.
Steps follow:

- Sabse phele apne phone ke play store me jaker Quick Sortcut Maker name ka app install kerna hoga.
- App ko open kerne ke baad usme aapko phone me install sabhi apps dikhayi degi.
- Ab aapko jis app ka name change kerna hai usper tap kare.
- Iske baad app ki information screen par hogi.
- Isme ek option name change kerne ka hoga usper click kare.
- Likely name change kare.
Ab aap phone ke screen par jaker us app ko dekh sktey hai jo aapne name dala tha us name se app show hoga.
Post pasand aayi toh Share jrur kare.
Thanks.
टिप्पणियाँ