Judy Malware Ke Attack Se Kese Bache

Judy Malware Ke Attack Se Kese Bache

Judy Malware Ke Attack Se Kese Bache

Cyber crime ko leker kai news aa rhi hai.aap is post dhyan se read kriyega taki aap isse purant bach ske.

Judy Malware Kya hai?


Hekrsh ke dwara cyber crime virus ki help se kiya jata hai.virus ek trah ka program hota hai,jab kisi computer user ke dwara is virus par click kiya jata hai toh yeh program user ke computer par run ho jata hai.
Jisse computer user apne system ka control kho deta hai.
Virus ki prjati me ek name Judy Malware ka bhi hai jiske dwara milion android user par attack kiya gya hai.
Judi malware ek Url ko open kerke ek code bnata hai,jese hi user ke dwara is url par click kiya jata hai jiske karan hacker ko payment janrate ho jata hai.
Yeh malware android app ko prabhawit kerta hai.iske baad se hi user ko effected link aana suru ho jatey hai.

Judy Malware Se Kese Bache?


Virus,hal hi me aayi cyber crime ki ghtnawo ke baad virus ke aatank ki ghtnawo ko aapne pda ya suna hoga.
Judy Malware ke karan google play store ke 41 app ko pehchan ker hy alert ghosit ker diya gya hai.
Internet par surfing kerne ke doran kafi sawdhani bartne ki jrurt hai.
Iske alawa anjan link par click na kare.yadi gya link aapke kaam ka na ho toh link par click na kare.
Jab bhi aap desktop aur laptop ke uses ke doran koi ads dikhayi de toh us par click na kare.
Apne important device me Anti Malware Software ka use kare.
Iske alawa time to time scan toh kare aur apne anti malware software ko update rkhe.
Iske alawa apne browser me pop up ads ko band rkhe.

Post pasand aaye toh share jrur kare.
Hmara facebook page like kare aur share kare.
Thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download