Android Mobile Par Internet Ki Speed Kese Bdaye

Android  Mobile Par Internet Ki Speed Kese Bdaye

Android mobile par internet ki speed kese bdaye

Aajkal har koi chahta hai ki uske pash ek smartphone ho aur usme highspeed wala internet ho.
lekin sabhi phones me internet ki speed eksi nahi rehti hai.
Kon nahi chahta hai ki uske internet ki speed badi huyi.
Har koi chahta hai ki video bina burfing ke chle aur download seconds me ho.
Aaiye jantey hai ki kese aap bhi apne internet ki speed bda sktey hai.


Kese kare internet ki speed ko fast:



1. Background apps kerde band, jab bhi browsing kerna ho ya kisi app ke madhym se internet ka use kerna ho.

2. Auto Sync band rakhe,aap use settings me jaker band ker sktey hai.

3. Notification band rakhe,bahut se app jinka aap notification chalu rkhtey hai..jisse internet ki slow hoti hai.

4. Facebook video auto play band kerde.facebook app ke uses ke doran yadi facebook feed ke video apne aap chlne lgenge toh net speed slow hogi.


Post pasand aaye toh share jrur kare.
Thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6