Google Chrome Me Youtube Downloader Kese Set Kare

Google Chrome Me Youtube Downloader Kese Set Kare
Google chrome me youtube downloader kese set kare

Kya aap bhi apne liked youtube videos ko download kerna chahtey hai toh aapke liye  yeh tip ekdam shi hai.aapko khi bhi jane ki jrurt nahi hai.chrome youtube downloader aapki isme help krega.yeh aapke videos ko bhut shi tarike se offline save kerta hai.
Aapko btadu ki aap is post me sikhengechrome extension youtube downloader ko kese download aur install kare.
Note: iske liye aapke pash chrome ka 4.0 version ya isse jyada ka hona chahiye.

Chrome youtube  Downloader ko download aur install kese kare:

Google Chrome ko open kare aur extension page par jaye.iske baad add to chrome par click kare. screen par aane wali warning massage me jaker continue par click kare.
Ab jo window open hoga wha install par click kare.
Kuch hi minute wait kare aur extension ko install ho jane de.install pura hone par confirmation massage aapki screen par hoga.

Ab youtube site par jaker video open kare aur niche dekhe aapko ek nya download ka option dekhayi dega.fir apni file size chune.download kare aur lutf uthaye.

Thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6