Wifi Hacking Se Kese Bache

Wifi Hacking  Se Kese Bache
Wifi  Hacking se kese bache
aaj ke time me hacking ek bhut badi smsya hai.kai log wifi hack kerna chahtey hai toh kai hacking se bachna chahtey hai.
niche me kuch apps ki jankari se rha hun jinse aap apna wifi safe rkh sktey hai.

1. Wifi Kill

Yeh app dusro ko wifi se judne se rokne me help kerta hai.agar aap kisi public wifi ka istemal kar rhe hai toh ish app ki help se aap conectivity ko tej kerne ke liye dusro ko isse judne se rok sktey hai.itna hi nahi yeh app aapke smartphone ke liye kafi best hai.public wifi me kafi khtra hota hai isliye yeh app wha se virus bhi nhi aane deta hai.yeh app sirf root kiye gye phones me kaam kerta hai.

2. Wifi Inspect

Wifi inspect ka istemal khashtor par it profasionals kertey hai.is app ki help se it profasionals network par hone wali hacking activity ko moniter kertey hai.is app ki help se koi kahi  aapke network me sendh lgane ki try to nahi ker rha hai.itna hinahi iske ek time me network users sankhya ko bhi manage kerne me help kerta hai.isko hacking tool ke badle security audit tool kha jata hai.

3. Janti painetrasion Testing Android Hacking Toolkit

Yeh app dono android hacking toolkit wifi ki surksa aur hack ke liye hai.janti painetrasion testing android hacking toolkit sabse phele yeh jankari dega ki aapke wifi par kisne attack kiya hai aur uski details kya hai yeh sab btata hai.is app ka istemal corpret ki aur se kiya jata hai.

4. Fing Network Tool

Fing network tool wifi use kertey time interface ko tej kerta hai.yeh app aapke wifi network ko anlize kerne me help kerta hai.fing network tool ke sath hi yeh aapko yeh bhi jankari deta hai ki aapke wifi se konsa network aur kon-kon se user connected hai.it profasional fing network tool ka hi istemal wifi me rukavat kerne walo ka pta lgane ke liye kertey hai.

5. Netwok Maper

Agar hum wifi protect app aur hacker ki baat kare toh yha par & Map for android ke bare me btana bhi jruri hai.network maper user ko network aur port ko scan kerne me help kerta hai.starting me ise sirf unics operating sistem ke liye lanch kiya gya tha lekin baad me yeh android aur windows operating sistem ke liye bhi uplabhd ho gya hai.


toh friends kesi lgi post comment kerke jrur btaye.hmara facebook page bhi like jrur kare.
thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download