Apne 3G Connection Ki Speed Kese Badaye

Apne 3G Connection Ki Speed Kese Badaye
Apne 3g connection ki speed kese badaye


Kai bar aisa hota hai ki kabhi hume apne man ke hisab se internet speed nahi mil pati hai.hmare pash  3g ya 4g service hone ke bavjud bhi.aaj hum aapko btayenge ki aap kese apne internet ki speed bda sktey hai.

Shi Brawser ka kare istemal:

Vese toh hum search ke liye kai brawser use kertey hai.lekin google ka chrome android ke liye sbse achha mana jata hai.sabhi ke phone me ab yeh sabse achha mana gya hai.agar aap iski settings me jaker kuch badlaw kare toh bhut sare data ke sath sath internet ki brawsing speed bhi bda sktey hai.


App Cache

Lagatar apne app ka cache clear kertey rhe.cache clear na hone se internet ki speed slow ho jati hai,isliye ise hmesha clear kertey rho.ise delete kerneke liye app ki settings me jaker clear cache select kare.

Third party app ko kare uninstall

internet ki speed ko bdane ke liye aap third party app ko uninstall kare.in app ke chltey kai bar mobile par internet ki speed slow ho jati hai.yeh jyadatar custom feature ko hta dete hai isliye ise uninstall kerde.

Brawser se image search ko kare disable

Brawser ko hmesha text search mode par rkhe.isse anawasyak rup se page me hone wali image nahi khulegi.google play store par milne wale app samany rup se is feature ko support nhi ketey hai.lekin aap isko aasani se settings menu me prapt ker sktey hai.lekin jab aap aisa kertey hai isse image anwasyak rup se load nahi hogi.isse aapki internet ki speed me ijafa hoga.

kesa lga post comment kerke jrur btaye.hmara facebook page bhi like kare.
Thanks.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare