1G,2G,3G,4G,5G Ka Matlab Kya Hai
1G,2G,3G,4G, 5G Ka Matlab Kya Hai
Indian Market me kai aise smartphones hai jo 1G,2G,3G,4G ko support kertey hai.har koi 4G phone lena chahta hai,lekin kya kisi ko 4G ka matalb pta hai?
Jahir hai ki kai logo ko is bare me nahi pta hoga.isi ke chltey aaj hum aapke liye yeh post laye hai.aaj hum aapko 1G,2G,3G,4G and 5G ka matlab batayenge.
Sabse Phele Hum Aapko G Ka Matlab Batayenge:
G ka matlab Generation hai.jab bhi kisi phone me nyi technology layi jati hai toh use next generation ka smartphone ka kha jata hai.jese phone ki sakl ab badal chuki hai,phele wired phone aate the,fir cordless phone aaye aur ab wirless phone ka chlan hai.
Wireless Phone Ke Liye 1G Sabse Pheli Jeneration Thi:
Yeh anlog signal ka istemal kerta tha.ise 1980 me pesh kiya gya.iski speed limit 2.4 kbps par kaam kerta tha.sabse phele ise america me pesh kiya gya tha,in phones ki bettery life kafi khrab hoti thi.yehi nahi inki voice quality aur security bhi khrab thi.
in phones ko aap tasveero me dekh sktey hai.....
.
1991 Me Aayi 2G Technology:
Yeh GSM par aadharit thi.yeh digital signal istemal kerti thi.iski speed 64 kbps thi.ise pehele phinlend me launch kiya gyatha.in phones me MMS,CAMERA aur MALLING jese services ko suru kiya gya.
in phones ko aap tasveero me dekh sktey hai.......
2000 Me Aayi 3G Technology:
Iske jariye heavy games,badi files ko transfer kerna aur video calling feature jesi service di jane lagi.inhe smartphone bhi kha jata hai.iske baad nye data plans launch kiye gye.
in phones ko aap tasveero me dekh sktey hai......
2011 Me Aayi 4G Technology:
Iske jariye users 100 mbps yani 1 gbps ki speed ka istemal ker sktey hai.yeh 3G se jyada mehnga hai.halanki,look ke mamle medono phone me koi diffrent nhi hai.

2020 Me Launch Ho Skta hai 5G:
Aisa mana ja rha hai ki iski connectivity aur speed me koi limit nhi hogi. yeh future ki wireless technology hogi.5G support phone me jyada security hogi.
Thanks mera post pdne ke liye.post aapko kesa lga comment kerke jrur bataye.hmara facebook page bhi kripya like kerde.
aapka chhota bhai JEET SAINI

टिप्पणियाँ