Smartphone ko kese Reset kare and kab kare

Smartphone ko Kese Reset Kare and Kab Kare
Smartphone ko kese reset kare

Smartphone reset ka kya matalab hota hai ?

Smartphone reset prikriya ke baad aapka phone wesa ho jayega jesa aapne khrida tha.


matalab usme se aapke save kiye accounts,app,data,password,user account aadi sab delete ho jayenge.



Smartphone ko reset kab kerna chahiye


Mobile slow ho gaya ho and virus infection fail gaya ho

phone ko reboot nahi ker pa rahe ho

Smartphone ko Reset kerne se kya hota hai



Smartphone ko reset kerne se usme store kiye gaye data apps  memory  sabhi delete ho jatey hai
sath hi jo aapne account khola ho wo bhi saf ho jayega
memory card ka data delete nahi hota hai.


Smartphone ko reset kerne se pahele kya sawdhaniya rakhe



Smartphone ki reset prikriya ko last me use kerna chahiye jab aapke sare upay fail ho jaye.


Pahele phone ko restart kerke dekhe:

yeh applications open kerke uske biheviyar ki janch karta hai.

Identiti potensiyal:
Hardware ka fail hona
component fail,fail beterry,sim and memory.

Sawdhaniyan:


Yeh Jaruri hai ki aap apne phone ko reset kerne se pahele apne jaruri data,sattings aur applications ka backup le

Memory card par mojuda data ko alag se save kerke rakhe.
backup software ka upyog kare g cloud backup aapke phone ke contact,photos,music,document,video and dusri koi files ko save kerne aapki help krega.

Apne android  smartphone ko reset kare

android aur phone ke model ke anusar prikriya me thoda antar aa jata hai

wese aamtor par 
Menu-settings-privacy-reset phone
Menu-backup-reset phone

Iphone ko reset kese kare


ek sath power/sleep + Home boton ko 10 second ke liye dbaye rakhe

(jab Tak apple ka logo na dikhayi de.)

Windows phone 8 ko reset kese kare


screen par start se suru kare 


app list ko access kerne ke liye baye swaip kare

ab settings- About-reset your phone par jaye
conform kerne ke liye yes ko tap kare.

hmara facebook page bhi like jrur kare.

thanks to read my post.


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare