Kya Kare Jab Phone Ki Screen Na Kare Kaam

Kya Kare Jab Phone ka Screen Na kare Kaam


kya kare jab phone ki screen na kare kaam



Smartphone uses ko aksar ek problem hoti hai ki unka phone ekdam se band pad jata hai us par kuch bhi na ker pana iska matlab yeh nahi hai ki aapka phone khrab  ho gya hai.
 agar aapke phone me screen freez hone ki dikat hai toh preshan na ho 
is tip me aapki isi problem ka solution hai.


Charge kare

agar aapka phone charge na hone par aise ho jata hai aur screen kaam nahi kerti hai agr baterry level 50% se kam hai toh use charge lga de aur kuch time baad dekhe aapka phone kaam kerne lgega.


Phone ko swich off ker de

agar aapka phone hang ho jaye ya uski screen hi kaam kerna band kerde toh sabse pahele phone ko swich off ker de 3-4 minute baad on kare aapka phone thik se kaam kerne lagega.

Restart kare

phone ke band ho jane par use restart kerke dekhe  
phone thik se kaamkerne lgega.


Bettery Nikal de

aap apne phone ki bettery nikal de 2-3 minute baad me bettery lagaker on kare
aapka phone thik se kaam kerne lagega.

App ko uninstall kre 

jin app ka istemal aap bahut kam kertey hai ya jo ekdam aise hi pade hai unhe delete yani uninstall ker de.iske baad aapka phone thik se work krega.

thanks to read..

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6