Facebook Fan Popular Page कैसे बनाये अपने Business को Facebook पर Promote करने के लिए
Facebook Fan Popular Page कैसे बनाये अपने Business को Facebook पर Promote करने के लिए
How To Create A Facebook Fan Page For Your Business Promotion ?
Step-1 Sabse Pehle Apne Facebook Account me Login kare or Left Side me Neeche ki taraf Create Page Option pe click kare.
Step-2 Uske Bad aapko agle step me, Aapko Apne Business ki category Select karni hai, ke aapka Business kis Category me aata hai., uske bad Category me option ko select karna hai or apne page ka naam Enter karna hai.
Step-3 Ab iske bad aapko apne Facebook Fan Page Ke Liye apne business ki details deni hai.., matlab apne business ko describe karna hai. uske neeche aapko apni website add karni hai, jo aapke business ki hai.
Uske bad Aapko Apne Facebook Page ka Link (URL) enter karna hai jo aap chahte ho. aap apni pasand se koi bhi url add kr skte ho agar wo available hoga to apko jarur mil jayga uske bad Save Info pe click karde
Step-4 Ab Aapko Apne Facebook page me Profile Picture Upload karni hai. waise ise aap bad me bhi kar skte ho. upload karne ke bad save photo pe click karde.
Step-5 Apne Facebook page ko agar aap apni Time Line me add krna chahte hai to Add to Favorites pe click karde uske
bad skip pe click karde.
Step-6 Next Step me apne facebook page ke liye audience ko select kare …matlab kis age ke log aapke page ko dekh ya visit kar skte hai ya fir aap ise skip kar skte hai uske bad aapka Facebook
ready hai ab apne Facebook Page Par Profile Picture or Cover Photo ko upload kare or apne Friends ko Like ke Liye Invite kare.Aapka Facebook Fan Page Ready hai to ab aap is par apne business ya products ko promote kar skte hai.
टिप्पणियाँ