Google Play Store Par Id Kaise Banaye
Google Play Store Par Id Kaise Banaye
Dosto me aapko batana chahta hun ki play store google campany ke dwara banaya gaya android application platform hai, aur google ki khasiyat ye hai ki google ki koi bhi service use karne ke liye aapko alag se account banane ki jarurat nahi hai.
Kahne ka matlab aap google ke ek account se google ki kisi bhi service me log in kar sakte ho, agar aapne ne gmail id bana rakhi hai to aapko google play store ke liye alag se id banane ki jarurat nahi hai.
Google play store open karne ke baad jab id dalne ke liye bole to Add Existing Par click karke gmail id aur password enter kare.
Agar aapne gmai account nahi bana rakha to niche di gayi aasani si steps ko follow karke aap gmail account bana sakte hai.
1. Account banane ke liye gmail ki website par jaiye, Click here.
2. Apna first aur last name fill kare.
3. Ab aapko username bharna hoga.
4. Uske baad apne google account ke liye password dale.
5. Date of birth dale.
6. Apna gender Male ya Female select kare.
7. Pahle se koi email id hai to alternate email id daale, nahi hai to khali rahne de.
8. Location select karke term & conditions ko tick kare.
9. Ab Next Step par click kare.
10. Google aapke account ko verify karne ke liye aapke mobile number bhi puch sakta hai,
Agar mobile verify ka option aaye to apna mobile number enter kare aur uspe Jo OTP code aaye use dalkar submit kar de.
Bas aapka gmail account taiyyar ho gaya hai, is account ko aap google ki kisi bhi service jaise play Store, YouTube, Google Drive etc. me use kar sakte hai.
hamara facebook page ko like kerna na bhule.

टिप्पणियाँ