Android Mobile Kar Sakta Hai Ye 10 Best Kaam

Android Mobile Kar Sakta Hai Ye 10 Best Kaam


hello dosto aaj mai aapko android mobile ki 10 featured tricks lekar aaya hu aap sayad hi malum hoga Yaha par abhi mai aapko ye btane wala hu ki android ko wo ki 10 feature hai
jo aapko abhi malum nahi hai matlab ki aapka jo smart phone hai wo internet par chating messing calling ke alawa ye 10 kaam bhi kar sakta hai agar aapne ye tricks try nahi kiye hai to jarur try kare

ANDROID%2BMOBILE

Android mobile 10 tricks kon kon hai

1: High quality image Lena
2: Movie Bnana
3: Remote Ko Check Karna
4: Meltiple Panoramatic
5: High Quality Ke Big Screen Me Video Dekhna
aur bhi tricks hai jo maine niche diye hai


#



Android Mobile Se Kare Ye 10 Kaam :

Abhi mai Yaha par aapko android mobile ke bare me btane wala hu mujhe lagta hai ye tricks aapne try nahi kiye hone isliye ise share kar raha hu aap try jarur kare

Remote Ko Check Kaise Kare Thik Hai Ya Kharab Hai:

aapke pass agar tv hai aur aap daily usme movie ya kuch bhi dekhte hai
leki kai bar aapka remote kharab ho jata hai jo bich bich me kaam karna
band kar deta hai waise me agar aapko ye janna ho ki remote kharab hai
ya tv to aap apna android mobile ko use karke aap apne remote ko check
kar sakte sakte hai aapka tv kharab hai ya remote aur kabhi kabhi aisa bhi
hota hai aapka remote ka battery aap jaldi jaldi change karte hai aisa aap naa
kare pehle aap apne mobile se remote ko check karle phir kare
to chaliye dosto jante hai ki check kaise kare remote ko

Remote Kharab Hai Ya Thik Hai Kaise Pata Kare

#

aap apne android mobile se badi aasani se remote ko check kar sakte hai aapko mere dwara diye gaye step ko follow kare

Aapko apne android mobile ka camera ko on karna hai uske bad aapko apne remote ka koi bhi ek buttom ka dabaye rakhe uske bad jo remote ka aage ka jo sensor (torch) hai uske samne apne android mobile ka camera kare agar aapke mobile me remote se light aata hoga to aapka remote bilkul sahi hai


Apne Android Mobile Ko Projecter Kaise Bnaye

hello dosto projector matlab aap samajhte hi honge ki projector kya hota hai nahi jante bata bhi deta hu projector wo hota hai jo aap cinema hall me jo bada sa parda par movie ko dekhte hai usko projector se bada kiya jata hai jee haa aap apne android mobile ko ek bade parde me convert kar sakte hai aur kahi bhi bada parda dalker aap apne android mobile se movie dekh sakte hai

Android Ko Projector Banaye:

Sabse pehle aap mere step ko follow kare: isme aapko 2 chij ki jarurat padegi

1: Magnifying Glass AUR 2: shoes ka Cartun ki jarurat padegi

1: Magnifying Glass ko shoes ka dibba ke ek side me rakhkar nap se phir blade se waha par hole karde

2: uske bad aapko Magnifying Glass waha par rakh kar gondh se chipka de atche se

2: ab aapko hole kiye gaye uske anusar apne mobile ko rakhne ke liye stand Bnaye aapko kisi bhi chij ki madad se stand Bnaye

4: bas ho gaya ab koi movie ya video song chalu karke Magnifying Glass ke taraf apne mobile ko rakhde uske bad Magnifying Glass aapke mobile ka focus ko catch karke zoom karke bahar bright chodega aap apne anusar video ka size mila le phir ek bat dhyan me rakhe us mobile me aap HD video hi chalaye aur uska brightness full rakhe
Dhyan De: aap koi bhi box use kar sakte ho Magnifying Glass ko lagane ke liye

Sirf Aapna Selfi Kaise Le Panorma Shouts Ki Madad Se

Yaha par mai aapko ye batunga ki kya aap apna phote lete samay ya koi bhi bhoto lete samayaapke aas pas jo aadmi aate jate hai ya koi aur bhi chij aajata hai to mai aapko ek softwere kodownload karke aap apna photo nikal sakte hai is softwere se sirf aapka hi image dikhae dega baki sab show nahi hoga agar aapko ye softwere download karna hai to yaha click kare

isme aapko ek bhi tarika hai kai sare pose shoot karne aapko photo lete samay photographer ke piche bagna hai

Apne Android Mobile Ke Airphone ki Madad Se Photo Kaise Le:

aap apne mobile ke air phone se bahut sare kaam karte hai jaise music sunte hai movie dekhte hai ya kahi par chat karte hai magar kya aapko ye malum hai ki aap air phone ki madad se photo bhi kheech sakte hai

jub aap apna new mobile lete hai tab usme airphone milta hai magar us time aapko malum nahi hota hai ki use hum photo bhi le sakte hai matlab jo aapke airphone ke beech me play/pause ka buttom hota hai usi se aap apna photo bhi le sakte hai aap apne camera ko on karke airphone laga kar try karle

Apne Android Mobile Ka Camera Ke Lens Ki Quality Jyada kare:

dosto aaj ke jamane me laghbhag sare student ya aadmi ke pass aaj smart phone ho gaye hai magar wo apna photo lene ke liye atche se atche mobile lete hai magar mai aapka Yaha par ek aisa trick bata raha hu jiski madad se aap apne android mobile camera ki quality jyada kar sakte hai

jub aap apne camera ko open kare photo lene ke liye tab aapko apne mobile ke camera ke upper ek boond pani dalde uske bad photo le aur result aapko jaldi hi mil jayega aap dekhege ki aapki camera ki zooming kitna behtar hai aur clear hai matlab aapki photo clear aayega aap try jarur kare ( aur ek bat btana chahta hu aapke mobile ke ander pani na jaye atche se kare nahi to pani mobile ke ander jaa sakta hai)

Android Mobile Ki Sound Quality Kaise Badhaye:

agar aap apne mobile ki sound ki quality ko jyada karna chahte hai matlab aaj kal jyada tar
mobile me kam sound hota hai agar aapko mobile sound jyada karna chahte hai to aapko sirf ek zaar ki jarurat hai

aapko karna ye hoga ki apne mobile ke song baja kar zaar ke upper rakhde uske bad result
aapke samne hoga aap ye dekhege ki aapki sound quality kitni had tak badh jayegi
isse ye hota hai aapki sound idher udher hoker sound side se bahar aata hai isse aapki sound sunne me bhi atcha lagega

Apne Mobile Ka Hotspot Use Karke Wifi ka Maja Le:

hello dosto kya aapko malum hai ki aap apne android mobile ke hotspot use karke wifi ka maja le sakte hai jyadar dosto ko ye malum nahi hota hai magar mai aapko aaj Yaha par ye btane wala hu
chaliye jante hai kaise use kare hotspot

1: sabse pehle aapko apne mobile ke setting me jana hai
2: uske bad aapko more par click karke portable hotspot par click kare
3: apana hotspot on karde waha se aapko left side par click karke more option me click karke
password set karde taki aapki wifi koi use naa kare agar aap chahte hai ki aapki wifi use karke aapke dost bhi net ka use kare to aap hotspot use karke aisa kar sakte hai
4: agar aap chah te hai aapki hotspot laptop me bhi net use kare to aap apne mobile ka hotspot on karke laptop me connect karke net use kar sakte hai


Apne Mobile Me Data Limit Set Kare:

sabse pehle mai aapko Yaha par ye batana chahta hu ki data limit kya hota hai
to mai aapko ye bata du ki ye jub aap apne mobile me net use karte hai to aapko
ye malum nahi hota hai ki aapke mobile me data balance kitni hai aur aap lagatar
net use karte hai bina ruke aur bad me aapko ye malum hota hai ki aapke mobile
ka balance bhi khatam ho chukka hai magar aapko Yaha par ye batane wala hu ki
agar aap chahe to apne mobile ka data limit set kar sakte hai isse ye hota hai ki aap
jitna mb net pack use karna chahe utna hi use hoga uske bad net automatic close ho jayega

Sabse pehle aap apne mobile ke setting me data limit ka option
milega usme orange colour ka line hoga usko aap apne ausar set
kare agar aap 100 mb use karna chahte hai to 100 mb par set kar sakte
hai

Apne Android Mobile Me Double Google Account Kaise Use Kare:

is trick se aapko ye fyada hoga ki agar aap apne mobile me multiple account use karna chahege to aap use kar sakte hai ise aap ek mobile me duble account use kar sakte hai isse aapko bar bar login nahi karna padega aur isse aapko paresani nahi hogi

1: sabse pehle aap apne mobile ki setting me jaye
2: account-uske bad aapko add account par click karna hai
3: aap apna imel id dalker login karle
4: is tarah aap apne android mobile bahut sare id use kar sakte ho

importand notice - aap apne mobile me 4 se 5 hi imel use kare nahi to aapki imel id
block hone ke chance hai


to dosto mai ummid karta hu ye mera post aapko jarur pasand aaya hoga agar aapko koi bat puchna hai to aap mere se comment me puch sakte hai mai aapki help karne ke liye hamesa tayar hai aur dosto ye mera post aapko atcha lage to apne dosto tak jarur share kare isse mujhe bahut khusi hogi

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pubg Mobile 1.6 Update Is Here | Pubg Flora Mode 1.6 | Bgmi 1.6

Munjya Movie Download Hd | Munjya Full Hd Movie Download

1 Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare